|
|
Sawal???
by Shashank Sharma
Main Kyun Tumse Itna Pyaar Karta Hu,
Kyun Tum Pe Aaitbar Karta Hu.
Kya Chahti Ho Tum Meri Jindagi Mujhse,
Main Har Sham Tumse Ye Sawal Karta Hu.
Har Ek Sham Paheli Sa Uljha K Chali Jati Ho,
Main Sapno K Aashiyane Pe Aitbar Karta Hu.
Kya Chahti Ho Tum Meri Jindagi Mujhse,
Main Har Sham Tumse Ye Sawal Karta Hu...
|
|